Osho Life Story In Hindi -
Prarmbhik Jivan --
Osho Rajneesh ka Janam 11 decmber 1931 me Bharat ke madye pardesh ke rajye ke raysena shahar ke kuchavdha gav me hua tha. Osho shab letin bhasha ke shabd oshonik se liya gya hai, jiska arh hai sager me vilin ho jana. osho " achary rajneesh" ke naaam ve Bhagvan shree rajneesh ke naam se jane gaye hai, ye ek adiyatmik guru the, thatah bhart ve videsho me apne parvachan diya karte the.
Osho Ki Baat--:
" Dharmi vekti ki purani dharna yhi rhi hai ki veh jivan virodhi ha. veh esh jivan ki ninda karta hai, esh sadharn jivan ki - veh shurd, tuch maya khta hai. veh esh ka tirskar karta hai. me yha hu, jiva ke perti tumhari savedna jagane ke liye."
ve darshanshaster ke adyapak the. unke duvara samjvad, mahatma gandhi ki vichar dhara shnsthagat dharm per ki gai alochnao ne unhe vivadaspd ban diya. ve kam ke parti savntert: dushti kon ke bhihimayti the. jiski vajh se unhe bhartiye or fir videshi partikaho me "sex guru" ke naam se bhi sambhodhit kiya.
1980 me osho ne " amerika" chale gaye vaha saniyasiyo ne " rajneespuram" ki sthapna ki.
Bachpan Evam Kishoravshtha:-
Osho ka mul naam chand mohan jen tha. ve apni pita ki 11vi santa me sab se bade the. unka janam madhye pardesh me raysen jile ke antrgat anewale kuchavde gav me hua. unke mata pita shri babula, or sarsvati jen jo ki terpanti jen the, unhone unko apne nanihal me 7 varsho tak rhakha. osho ke saveyam ke anushar unke vikash me eska yog dan rha kyoki unki nani ne unko sampun savntrta , unmukta thata rudhivadi shiksha ho se dur rakha. jab ve 7 varsh ke the tab unke nana ve nai ka nidhan ho gya or ve gadarvada apne mata pita ke shath rhne chale aye.
Osho ke 10 Sidhant
osho ke parbhik din jab ve achary rajneesh ke nama se jane jate the tab kisi paterkar ne unse unke 10 aadharbhut sidhato ke bare me pucha. tab osho ne kaha ki ye muskil vishye hai kyoki ve kisi bhi tarh ke jadh ya niyam ke virudh rhe hai parnu majak ke tor per ve nimn ho sakte hai.
1. kabhi kisis ki agya ka paln na kare, jabtak ki vo ap e bhiter se na aarhi ho.
2. any koi esver nhi hai, sivaye savym (aastitv) ke.
3. saty aapke ander hi hai use bhar dundhne ki jarurat nhi.
4. perem hi parathna hai.
5. suniye hona hi saty ka margh hai. suney hojana savey me uplabdhi hai.
6. jivan yhi abhi hai.
7. jivan hosh se jiyo.
8. tero mat-baho.
9. partek pal maro taki tum her chan navin ho sako.
10. use dundhne ki jarurat nhi jo ki yahi hai, ruko or dhekho
Osho Biography
Naam -: Bhagwan Shree Rajneesh (Osho)
Naam -: Bhagwan Shree Rajneesh (Osho)
Janam -: 11 Decmber 1931
Mirtiyu -: 19 janvary 1990

0 comments:
Post a Comment